MS Excel हिंदी विडियो टुटोरिअल
Agar Aap Offical Job Karte Hai Ya Koi Kaam Karte Hai Ya Fir Excel Ka Istemaal Kare Hai To Aapko MS Excel Ke Baare Mein Puri Jankari Hona Bahut Hi Jaruri Hogi. Agar Aap MS Excel Ki Puri Jankari Hindi Mein Chahte Hai To Niche Maine Full Guide Ke Link Aapko Niche Diye Hai.
Ye Sabhi Video Tutorial Aapko Hindi Mein Milenge. Jinki Madad Se Aap Excel Ki Puri Jankari Isse Aapko Hindi Mein Paa Sakte Hai. Agar Video Pasand Aaye To Aap Isko Share Kare Jisse Aapke Dost Bhi Iska Fayda Utha Paaye. Agar Aapko Koi Bhi Dikkat Aati Hai Aap Comment Karke Jarur Puche.
Yahan Se Aap Sabhi Video Ko Watch Karke Dekh Sakte Hai. Iska Fayda Ye Hoga Ki Aapko Har Ek Video Ko Baar Baar Youtube Par Play Nhi Karni Padegi Jisse Aap Data Jyada Bachega. Niche Watch Par Click Karte Hi Aapke Samne Ek Nya Page Open Ho Jayega Uske Baad Aap Wahan Se Video Aasani Se Watch Kar Sakte Hai.
1. Introduction Of Microsoft Excel
2. Series Fill Up Of Numbers, Day, Month, Date
3. Insert Cell, Rows, Columns, Worksheet
4. Change Height And Width Of Rows & Columns, Hide & Unhide, Delete
5. Sum, Subtraction, Multiplication, Division, Average Ke Formule
6. Sort Function, Filter Function
7. Insert Pivot Table & Charts
8. Merge & Center, CountIf Function
9. IF Function, Percentage
10. Example Of If Function
11. Conditional Formatting, Data Formatting
12. Format As Table, Cell Styles, Freeze Panes, Background
13. Print Preview, Print Out
14. Combine Formulas, Increase/Decrease Decimal, Highlight Row & Columns
15. Text Wrap, Move Data, Type Hindi In Excel
16. Errors & Solutions
17. Shortcut Keys
18. Count A, Count If Function
19. Use Of Consolidate
20. Scenario Manger
21. PMT & Goal Seek
22. IPMT & PPMT Formula
23. Lookup Formula
24. Vlookup Formula
25. Averageif & Averageifs Formula
26. Hlookup Formula
27. Rand, Randbetween Formula
28. FV ( Future Value ) Formula
29. Paste Special – Formulas, Values, Comments
30. Paste Special – Add, Skip Blanks, Transpose
31. Vlookup Function Ka Istemal Multiple Results Ke Liye Kaise Kar
32. Ribbon, Mini Toolbar, Quick Access Toolbar, Shortcut Keys
33. File Me Se Duplicate Data Kaise Hataye
34. Auto Sum Karne Ke Shortcuts
35. Format Painter Ka Istemall Kaise Kare
36. Insert Chart Through Shortcut Key
37. Template Create Kaise Kare
38. Drop Down List Kaise Banaye
39. Columns & Rows Autofit Kaise Kare
40. Of Status Bar Ka Istemal Kaise Kare
41. Data Validation Me Whole Number & Decimal Option Ka Istemal
42. AutoCorrect Option Ka Istemall Kaise Kare
43. Clipboard Ka Istemall Kaise Kare
44. Clear Function Ka Istemall Kaise Kare
45. Data Validation Me Date & Time Option Ka Istemall Kaise Kare
46. Data Validation Me Custom Option Ka Istemall Kaise Kare
47. Print Titles Ka Istemall Kaise Kare
48. Go To Function Ka Istemall Kaise Kare
49. How To Protect Whole Worksheet Or A Part Of It
50. Password Laga Kar FileKo Protect Kaise Kare
51. Macro Ka Istemall Kaise Kare
52. Mail Merge Kaise Kare
Video Created By Gyanyagya
Search term :- gyanyagya ms excel video Watch ms excel tutorial in hindi by gyanyagya ms excel tutorial in hindi video
Is Tarah Ke Aur Tips Ke Liye Aap Hamare Facebook Page Ko Like Kar Sakte Hai. Wahan Par Ham Ese Tips Aur Tricks Lagatar Upload Karte Rahte Hai. Iske Alawa Aap Hamare Video Tutorial Hamare Youtube Channel Ko Subscribe Karke Bhi Dekh Sakte Hai. Link Aapko Niche Diye Gaye Hai.
पहाड़ा 2 से 10 तक निकालने के लिए कोई फर्मूला 2न plz
Sir/maim
Please upload AutoCAD,solid work tutorial Atoz,your tutorial is very interesting for learning thanks a lot
please upload ms-world & ms-Excell full details in hindi pdf file,,,Thanks